5 BEST WHATSAPP ALTERNATIVES
Hello doston..!! Aj main apko btauga ki 5 best whatsapp alternatives. Kya ap bhi whatsapp chala chala ke bore ho chuke hai ya aap vohi yellow rang ki smiles bhej bhej ke apka mann ab whatsapp chalane ko nhi karta to dosto ap me apko btauga 5 whatsapp alternatives to chaliye dakhte hai kon kon c hai vo apps.
To chaliye jaan lete hai konsi hai vo 5 Alternatives to list me pehla jiska naam ha vo hai:
5 BEST WHATSAPP ALTERNATIVES
- Hike messenger
doston..!! Aj main apko btauga ki 5 best whatsapp alternatives. Kya ap bhi whatsapp chala chala ke bore ho chuke hai ya aap vohi yellow rang ki smiles bhej bhej ke apka mann ab whatsapp chalane ko nhi karta to dosto ap me apko btauga 5 whatsapp alternatives to chaliye dakhte hai kon kon c hai vo apps.
Dosto hike ko list me pehle number main rakhne ka karan hai iska easy UI( user interface) user interface se matlab ye hai ki ap kisi app ko kitni asani se chala sakte hai, kitni asani se samaj sakte hai or dikhne me kese lagta hai. or ye india me banaya gya hai or india k logo ko dhyaan me rakh k banaya gya hai. Isme ap apni tagline dal sakte hai jese ap fb me use karte hai.
- Key features
1:- Timeline dal sakte hai jese ki ap fb me dalte hai
2:-Privacy k liye options diya gya hai jis se ap kisi ki bhi chat ko chupa sakte hai
3:-Stickers ki apko yaha hadd se jada collection milegi 20,000+ se jada stickers or ye stickers apke mood apke festivals sab tarha k milege jo is app ko baki apps se alag bnata hai.
4:-Group chat me ap lagbhag 1000 members add kar sakte hai or isme ap ZIP, MP3 OR DOC files share kar sakte hai
5:-Hike wallet ek esa feature hai jisme ap apne dosto ko apne hike wallet se paise uske hike wallet me send kar sakte hai. halaki ye feature abhi india tak he simit hai.
6:-Theme apki chat ko mazedar banane k liye bohat achi bumika nibhate hai isme ap kai tarha k theme ka istemal kar k app ki looks badal sakte hai
7:- News agar apka koi dost online nahi hai or ap bore ho rahe haj to isme news ki option bhi hai jis se apko new news ki update milti rehti hai
2:-Privacy k liye options diya gya hai jis se ap kisi ki bhi chat ko chupa sakte hai
3:-Stickers ki apko yaha hadd se jada collection milegi 20,000+ se jada stickers or ye stickers apke mood apke festivals sab tarha k milege jo is app ko baki apps se alag bnata hai.
4:-Group chat me ap lagbhag 1000 members add kar sakte hai or isme ap ZIP, MP3 OR DOC files share kar sakte hai
5:-Hike wallet ek esa feature hai jisme ap apne dosto ko apne hike wallet se paise uske hike wallet me send kar sakte hai. halaki ye feature abhi india tak he simit hai.
6:-Theme apki chat ko mazedar banane k liye bohat achi bumika nibhate hai isme ap kai tarha k theme ka istemal kar k app ki looks badal sakte hai
7:- News agar apka koi dost online nahi hai or ap bore ho rahe haj to isme news ki option bhi hai jis se apko new news ki update milti rehti hai
2. Android messenger
Ye messenger ka btane k liye kuch khas nahi hai kyuki ye messenger google valo ka hai or ispe ap aakh band kar k bhrosa kar sakte hai. Par sayad ap is app k bare me jada jante na ho kyuki iska user interface kuch apko bore lag sakta hai par ye bhrose ke mamle me bohat aage hai
Agar ap kuch esa try karna chate hai ki apko jispe bhrosa kar paye to ap is google messenger ko try kar sakte hai.
3. Google allo
To dosto ye bhi ek google ka he product hai jo ki 5 whatsapp alternatives ki list me aata hai uspe bhi ap aakh band k kar bhrosa kar sakte hai.
Is messenger ki khas baat ye hai ki ap isme apne hisab se customised kar sakte hai vo kese aayiye jaan lete hai
- Key features
1:- stickers isme bhi apko stickers bohat adhik milege ap apne mood ke hisab se stickers bhej sakte hai
2:- Smart reply ek esa feature hai jo sayad he apko kisi or app me dakhne ko mile ye app pata laga leti hai ki ap jo likh rahe hai uske aage ap kya likhe vale hai apko puri ki puri line apke samne aa jayegi or ap asani se reply kar payege.
3:- Google assistant ke baare me to ap sab jante he hoge ye app google assistant k sath bhi kam karti hai jis se apko type karne me asani hogi.
4:- Font isme ek bohat he interesting features hai font customise ap apne hisab se font ko bada ya chota kar sakte hai vo bhi bohat asani se .
4. Telegram
Telegram eklota ek esa messenger app hai jo ki 2g se kam speed hone pe bhi apke msg send kar sakta hai telegram bhate he is artical me 4 number pe hai par ye kisi bhi messenger ap ko maat dene ka samarth rakhta hai. Telegram ko kafi log pasand karte hai jada tar businessman telegram ka istmal he karte hai ek to ye fast hai or secure bhi hai. Chaliye jaan lets hai iske kuch or features jo isko sab app se alag bnati hai
- Key features
1:- Fast messaging iska ek iska sabse best feature hai jese ki main pehle he bata chuka hu ki isko ap kam se kam net speet me bhi message bhej sakte hai.
2:- Group messaging sayad he koi esi play store me app ho jo ki 1,00,000 member group me add karne ki shamta rakhta ho. (Agar koi hai to please comment me btaiye)
3:- Media is ap me ek ye khas baat bhi hai ki ap isme kitni bhi badi file ho vo bhej sakte hai ap chahe to ek full hd movie tak bhej sakte hai
4:- Extra feature isme ek extra feature ye hai ki agar apko koi bhi movie chiye kuch bhi apko group chiye to ap isme @ laga kar us group ko serch kar sakte hai apke samne bohat saare group aa jayege or ap vaha se kisi me bhi join ho sakte hai. Jese ki apko movie chiye to ap @laga k movie likhege to apko groups me latest mobile bhi mil jayegi.
Also read:
5. Between
Agar apki bhi bhi koi girlfriend hai to ap ye app ka use kar sakte hai. Kya khass hai is app me ye apko aage pata chal he jayega.
Aap agar whatsapp me ya kisi or messenger me apno girlfriend ko msg bhejte hai to apke mann me darr bana rehta hai ki kahi ye msg or koi na padh le ye app khas couples k liye he bana hai. Isme ap or apki girlfriend he baat kar sakti hai or koi third person is app me enter nahi ho sakta
►Relationship kitna purana hai
►Relationship kitne din ho gaye hi
►Agar apka bf/gf kahi out of country hai to uska time bhi vo bata deti hai ki vaha kya time hoga
Dosto agar ye article apko acha laga to apne dosto k sath share karna na bhule
0 comments: