Wednesday, August 15, 2018

HOW TO REGISTER JIO PHONE 2 FLASH SALE FAST

HOW TO REGISTER JIO PHONE 2 FLASH SALE FAST
HOW TO REGISTER JIO PHONE 2 FLASH SALE FAST


Jio phone 2 ki flash sale 16 August ko suru hogi. Jio phone 2 ka stock limited hai is vja se is phone ko flash sale k jariye becha ja raha hai.
Jio phone ka updated version hai jio phone 2. Jio phone 2 ki flash sale jio.com par dopehar 12 baje hogi.
5 july ko reliance industry ki 41th salana aam bethak me mukesh ambani ne kaha tha ki jio phone ki bikari 15 August se suru ho jayege par isko ek din bada diya gya.
Jio phone main 15 August yani aj apko YouTube ki app mil jayegi.
Is bathak ye bhi kaha gya tha ki jio phone or jio phone 2 ke liye whatsapp ko laya jatega par ab esa lag raha hai ki whatsapp jio phone me chalene ke liye thoda intzaar karna hoga. Jio gigafiber k liye registration 15 August se suru ho jayegi.

Jio Phone 2 booking date 

Is bethak me jio phone 2 ki kimat ki bhi ghosha ki gayi. India me jio phone 2 ki kimat sirf 2,999rs rakhi gayi hai. Or booking k time apko pura paise dene hoge. Company ne filhal is baat se parda nahi uthaya ki jio phone 2 ki delivery kab se suru hogi. Par esa lag raha hai ki demand jada hone ki vja se delivery thodi late suru hogi. Jio phone 2 me apko qwarty keypad, google assistant or whatsapp jese features milege.

Jio phone 2 me apko dual nano sim, 2.4inch ki display isme 512mb ram haj or inbuilt storage 4gb hai par jarurat padne par ap isko 128 gb tak bada sakte hai. Is phone me 2mp ka rear camera or VGA front camera hai. 2000mah ki battery, volt feature k sath wifi , nfc gps , Bluetooth or fm radio bhi diye gaye hai. Or isme voice command k liye alag se button diya gya hai.

Jio GigaFiber registration


Jio Gigafiber k liye registration 15 August se suru hogi. Apko register karne k liye my jio ap ya jio.com par kar registar karna hoga. Ye kab suru hogi iska abhi tak kuch pata nahi chala par ye kaha suru hogi ye registration se pata chalega kyu jio ka kehna hai ki jaha sabse jada registration hogi usko sabse pehle pehal di jayegi.
Jio Gigafiber k monthly plan kya hai filhal is baat ka koi khulasa nahi kiya gya. Par is baat ka khulasa kiya gya ki gigafiber ki seva lene k liye apko 4500rs(refundable) ka bhugtan karna hoga.
Jio gigafiber suru k 3 mahine free hoga. Jio gigafiber service user ko 1gbps ki download speed dega. Or reliance gigatv serup box bhi leke aa raha hai jisme apko 600+ channel dakhne ko milege.
-------------------------------------------------------------------
Dosto se share karna na bhule
Thanks

Tuesday, August 7, 2018

Oppo F9 Pro price and specification in India all you need to know

Oppo F9 Pro price and specification in India all you need to know
Oppo F9 Pro price and specification in India all you need to know


IMPORTANT


Oppo F9 pro bilkul he Essential phone ki tarha he design kiya gya phone hai. Oppo f9 pro ko screen 5.2 ke sath india me utara jayega. Filhal to abhi iska teser he launch kiya gya hai jab market me aayega tab uska jalwa dakhne vala ho.

Oppo pichle kuch dino se he india k logo ko apni or aakarshit karne k liye oppo f9 k teaser launch karti rahi hai or unhone apne teaser me pehle he bata diya tha ki oppo f9 pro mobile VOOC fast charging feature k sath bahar me laya jayega.

Ab jo Oppo ne naya teaser launch kiya usme unhone ye saaf kar diya hai ki mobile konse konse colour me aayega or ye bhi bata diya hai ki usme duel camera bhi hoga.

Oppo ne ye to bata diya ki vo konse colour main aayega or kya camera hoga par abhi oppo ne price k baare me koi jankari nahi di hai. Ye kar k oppo logo me mahol bana rahi hai taki logo me ruchi aaye.

Teaser me ye dakhne ko mila ki oppo f9 pro SUNRISE GOLD, TWILIGHT BLUE OR STARY PURPLE aayega. Teaser me ye dikhaya gya ki mobile k pichle hisse me horizontal dual camera or finger print senser bhi hai

Front ko bilkul essential phone ki tarha rakha gya hai. Or display ki niche bazzel bhi hai or speaker, usb type c port or 3.5mm audio jack bhi niche diye gaye hai
Is teaser me fir ek baar VOOC flash charger k upar focus kiya gya or ye bataya gya ki 5 minutes ki charging kar k ap 2 ghante ka talk time milega jo ki kabil-e-tarif hai.

Also read:
Iphone ki ringtone kese change kare ?

Mobile ki photos se paise kese kamaye?

AndroidPure ne Oppo f9 pro k specifications ko bahar nikal diya hai. Or leak k mutabik oppo f9 androud oreo k sath 5.2 ki scree k sath bazar me aayega isme dual sim hoga or umid k mutabik isme full HD screen hogi or 2gig mediatek p60 processer hoga. Or sath me hoga 4gb ram or storage ki baat ki jaye to isme apko 64gb internal storage hai or ap isme memory card bhi dal sakte hai.

Camera


Oppo F9 pro main primery camera 16MP ka hai or front panel par F/2.0 appercher vala 25MP Ka camera diya jayega. Iski battery 3500MAH ki hogi
Report me ye bhi btaya gya ki oppo f9 pro gorilla glass 6 protection k sath aayega par Oppo F9 me ye khasiyat nahi hogi. Umid hai ki Oppo f9 ko 15 August ko VIATNAM me launch kiya jayega or Oppo F9 pro ko uske baad.


  • Display

6.30 inch


  • Processor

2 gigahz octa core


  • Front Camera

25MP


  • RESOLUTION

1080x2160 PIXEL


  • RAM

4GB


  • OS

Android Oreo


  • Storage

64GB

  • Rear Camera

16MP


  • Battery

3500MAH


Thnks for reading