How to install window 10 on tablet/android/mobile
How to install window 10 on tablet/android/mobile:- Agar apke pass laptop ya computer nahi hai ya ap laptop ya computer lena nahi chate or apko koi jaruri kam hai jo computer pe he ho sakta hai ya apko computer games pasand hai to ap apne mobile me bhi computer games khel sakte hai vo bhi window 10 android main download kar ke
Window 10 kese use kare android main
Sabse pehle apko playstore me jana hai or vaha apko search karna hai 'microsoft remote desktop'
download karne k baad apko crome browser me jana hai. Uske baad apko google open karna hai or vaha apko search karna hai apponfly jo sabse pehli site apko dikhegi uspe click kar ke open karna hai
or uspe apna account gmail se ya facebook se connect kar k signup kar lena hai. Jab ap signup karege to ye ek naye tab me open hoga apko ab pichle page pe vapis jana hai or vaha apko download setup file ka option dikh raha hoga uspe click kar k apko setup file ko download kar lena hai.

Isme apko password set karne ki jaruat nahi padegi kyuki apko site k dawara generate kiya gaye password ko yaad rakhna hoga jo ki apko issi page pe show karega. Ab jo apne file download ki hai usko ap open kare. Open karne k baad ye file sidha us app me khul jayegi jo apne pehle download kiya tha ab apko isme password bharna hoga jo apko site me mila tha or connect pe click kar dena hai. Connect karne k baad ap dakhege ki apka computer screen khul gayi hai.
Ab apko yaha sab folders dikh jayege yaha apko pehle se pre insall software bhi milege. Ye sirf emergency use k liye hai jese agar apko kuch jaruri kam karna hai or apke ass pass koi computer nahi hai.

Features
- Ap isko kisi bhi androAn mobile me download kar sakte hai
- Ye jada heavy file nahi hai
- Is se apko mobile ki ram ko jadko jada fark nahi padega
- Isme ap video editing or voice edition asani se kar sakte hai
- Ms office,ms Excel jese software ap asani se use kar sakte hai.
----------------------------------------------------------
Agar apke mann main koi sawal hai ya ap koi sujhav dena chate hai comment me apne vichar dena na bhule or agar apko ye artical pasand aaya to dosto k sath share karna na bhule.
0 comments: